Amar Mera Suhag Rahe Lyrics
Chowki pe laal kapda
Jeewan chunri laaye hum
Hain aasan pe chauth mata
Inhein poojne aaye hum
Amar mera suhag rahe
Mata tera anurag rahe
Amar mera suhag rahe
Mata tera anurag rahe
Milkar gayein jai jaikar
Mata karwa chauth ki
Katha sunayein hum sakhi
Mata karwa chauth ki
Katha sunayein hum sakhi
Mata karwa chauth ki
Roop gunn aur sheel mein
Mera pati Ram hai
Lakshman jaisa bhaiya hai
Yeh bada hi mahan hai
Sada Shiv ka dil hai usmein
Main Shiv ki Parvati
Milkar gayein jai jaikar
Mata karwa chauth ki
Amar mera suhag rahe
Mata tera anurag rahe
Amar mera suhag rahe
Mata tera anurag rahe